Sugar Ka Ilaj
Ajza:
Lehsan desi chila hua: Adha chatank
Adrak desi sabz: Ek chatank
Podeena desi sabz: Ek chatank
Anar dana khatta: Ek chatank
Agar podeena or adrak sabz na mile to khushk bi le skte hain
Tareeka Tayari:
In sab cheezon ko koot kar hasb-e-zaroorat pani mila kar chatni bana len.
Khuraak:
Ek chamach subha, dupehar, sham khaney ke sath
Fawayed:
Sugar chahe intehai khatarnak had tak bhari hui ho ya sugar ki waja se zakham is had tak chala gya ho ke katney ka hal reh jaye ya zakham se khoon or peep rasta ho. Sirf do haftey is nuskhey ke istemal se in tamam amraaz se nijat mil jati ha or zakham bhar jate hain or sugar khatam ho jati ha (shugar ka ilaj). Is ke elawa waram, soojan, amraaz meda gas, tabkheer, bad hazmi or tezabiyat theek ho jati ha.
Shugar Ka Ilaj in Urdu